|
|
|
You are here: MaxAbout.com > Gadgets > Mobiles > SMS Collection Section Shortcut: sms.maxabout.com
Cool Shayari SMS Collection
Gulshan ka raaz padh sakta hai koi koi,
dard ki dawa ban sakta hai koi koi,
khushi mein aa jate hai aksar aansu,
gam mein muskara sakta hai koi koi. By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
|
na mukammar tha qayamat ke ane ka,
har lamha marte rehte hai,
mangte hai khuda se qayanath,
ya hamari zingadagi ko khatam kar de.. By: baej22 In Cool Shayari View SMS
|
makaam zindagi ka haseel na kar paye,
muskurane pe bhi kushi na dhund paye.
aab ji rahe hai ek tinke pe samundar me,
darte hai is sahare ka bhi saath na chut jaye.. By: baej22 In Cool Shayari View SMS
|
Zindagi ki asli udan abhi baki hai,
zindagi ke kai imtahan abhi baki hai,
abhi to napi hai mutthi bhar jameen hamne,
aage to sara aasma baki hai By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
Bujhi hui shama jal sakti hai,
toofano se kashti guzar sakti hai,
zindagi se kabhi mayus na hona mere dost,
ye toh taqdeer hai, kabhi bhi badal sakti hai! By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
Mohabbat ke rahon main koi ek hi to sahara nahin...
Dil ke aasman mein koi ek hi to sitara nahin...
Raho main hum jab nikal padey hain...
Manjil milegi humein to kahin na kahin... By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.... By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.
Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karteâ By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
Har shaam kah jaati hai ek kahani ,
har subah le aati hai ek nahi kahani ,
raaste to badalte hai harrdin lekin ,
manzil raha jati hai wahi puraani . By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
Us falak ke teer ka kya nishana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahunch hi rahi thi Kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi hi aana tha By: 9987547058 In Cool Shayari View SMS
|
"Waqt ke panne palat kar fir wo hasin lamhe
jeena ko dil chahta hai,
kabhi muskuraya karte the sab dost milkar,
unhe saath dekhne ko aaj phir dil chahta hai" By: riakapoor In Cool Shayari View SMS
|
"Aapka SMS Hamesha khas hota hai,
Wo Hamare dil ke pass hota hai,
Hum Bhale Turant Jawab nahi de paye,
lekin fir b aapke agle sms ka intezar hota hai" By: riakapoor In Cool Shayari View SMS
|
|
Sponsored Links
Tools
Bookmark/Discuss
|
|
|