|
Aapki muskan hamari kamzori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai? By: neha In Cool Shayari View SMS
|
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi... By: indu In Cool Shayari View SMS
|
ret hote hai Registaan k liye...
Taare Hote hai Aasmaan k liye...
hume tum bhulan nahi...
kyunki pyaar ki jarurat hoti hai Her Insaan k liye... By: darkprophet In Cool Shayari View SMS
|
Dil torna hamari aadat nahi..
Dil hum kisi ka dhukate nahi..
Bharaso rakhna hamari wafaon par..
Dil mein basa k hum ko bhulate nahi..! By: nelly_ak In Cool Shayari View SMS
|
Eh dost mein bewafaa nahi,
zindagi ne mujhe bulaya meine zindagi ko nahi,
ab vaada hai ke teri har qadam par saath chale ge hum,
chahe vo saath ve asmaan tak ho! By: nelly_ak In Cool Shayari View SMS
|
Mout woh jeet hai jo hum ne paya,
khushian sab se cheen kar apna ap ko sab se dour paya,
khel khela hai kya khoob meina ke ab cha kar b tujhe dekh ne paya! By: nelly_ak In Cool Shayari View SMS
|
Har qadam pe imtehan layti hai ZINDAGI,
har pal NAEY sadmay deti hai ZINDAGI,
hum ZINDAGI se shikwa karen b to kaisay
aap jaisa sathi b to datee hai ZINDAGI! By: nelly_ak In Cool Shayari View SMS
|
Mana hum aapke dosto me samil nahin,
mana aapki mohbat humko hasil nahin,
per itni berukhi kis bat ki dost,
kya hum ek massage ke bhi kabil nahin. By: rahulsan In Cool Shayari View SMS
|
Bahut si duaon mein ek dua hamari hogi,
us dua mein mangi har khushi tumhari hogi !
Aaj puri ho jab koi khwaish,
to samajh lena yeh dua hamari hogi!! By: rahulsan In Cool Shayari View SMS
|
Tera intzaar karke har raat ko tanha so jata hun.
Subah hote hi phir tere milne ki aas me aankhe bhichata hun.
Ye silsila ab tum khatam kar do,
ek din milne ka mukarar kardo. By: akshya In Cool Shayari View SMS
|
chand ko dhekte rahe ,magar didar na karsake,
tumse pyar karte hai magar izhaar na kar sakhe...., By: neha In Cool Shayari View SMS
|
Yu nazar ki baat ki aur dil chura gaye,
Andhero ke saye mein dhadkan suna gaye.
Hum to samajhe the ajnabi aapko,P
ar aap to hume apna bana gaye.... By: neha In Cool Shayari View SMS
|
Sweray twadi yad aai asi miss kita.
Dinna te twadi yad aai asi miss kita.
Ratta wich twadi yad aai asi fir miss kitta.
Jadoon jan te ban aai te ASSI SMS KITTA. By: neha In Cool Shayari View SMS
|