Har daag, daag nahi hota, har yaar wafadar nahi hota,
Yeh to dil milne ki baat hai, varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota. By: indu In Loving Shayari View SMS
|
|
Judai apki rulati rahegi,
yaad apki aati rahegi,
pal pal jaan jati rahegi,
jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi. By: neha In Loving Shayari View SMS
|
Har khushi teri taraf mod doon,
Tere liye chand taare tak tod doon,
khushiyo ke darwaje tere liye khol doon,
Itna kaafi hai ya do chaar jhoot aur bol du By: indu In Loving Shayari View SMS
|
Dil do to kisi ek ko,
Aur do to kisi nek ko...
Jo samjhe pyaar ke matlab ko..
Jab tak saccha dildar na mile, try karte raho har ek ko. By: rohit In Loving Shayari View SMS
|
Dil ke dard ko dil todne waala kya jaane,
pyaar ke rivajo ko ye jmaana kya jaane,
hoti hai kitni takleef kabar mein,
upper se phool chadane waala kya jaane By: neha In Loving Shayari View SMS
|
Moor ker na dekh mujhe, yoon hanstay hanstay,
Mere dost hain baray hoshiyaar, keh dengay bhabhi Namaste. By: rahul In Loving Shayari View SMS
|
Zindagi de 4 din hass khed k katt lo,
Pyar naal duniya ch khatna jo khat lo,
Lutt lo nazara jag wale mele da,
Pata nahio hunda yaaro aun wale wele da... Enjoy! By: shalini In Loving Shayari View SMS
|
Jeena Usika Jeena Hai Jo Auron Ke Liye Jeeta Hai,
Uska Har Kadam Kuraan Aur Har Kadam Bhagwat Geeta Ha By: indu In Loving Shayari View SMS
|
Aankhon Mein Aise Aaye Jaise Subah Suraj Aasmaan Mein Aata Hai,
Zindagi Se Aise Gaye Jaise Shaam Hote Suraj Doob Jaata Hai By: shalini In Loving Shayari View SMS
|
Dil Mein Aise Utre Jaise Sharab Gale Se Utarti Hai,
Zindagi Se Aise Gaye Jaise Subah Hote Nasha Chala Jaata Hai By: mohit In Loving Shayari View SMS
|
Samaya Hay Tujhy Apnay Andar Is Tarah
Badal Main Bijli Ho Jis Tarah
Phoolo`n Main Khushb`o Ho Jis Tarah
Sooraj Main Kiran Ho Jis Tarah
Ragon Main Dourta Ho Khoun Jis Tarah
Samaya Hay Tujhy Apnay Andar Is Tarah. By: mohit In Loving Shayari View SMS
|
|
Mehfil-e-Haseen Main Ik Shaks Acha Sa Laga ,
Nazar Se Mila Kar Nazar, Hata`na Acha Sa Laga
Wo Shaks Jis Pe Mehfil Ki Aankhein Jamee Hoe Thien ,
Us, Shaks Ka Adab Kehna Sab Se Acha Sa Laga
Sab Ho Gaye Madhoosh Pee , Pee Kar
Sab Ko De Kar "Jaam" Hamain Na Dena Acha Sa Laga,
Aise Log Aur Aise Mehfilein , Ye Soch Ke Piya
Phir Heeray Ka Koiley Se Nikalna Acha Sa Laga
=-= By: neha In Loving Shayari View SMS
|