You are here: MaxAbout.com > Gadgets > Mobiles >SMS
Section Shortcut: sms.maxabout.com

Loving Shayari SMS

 
Please enter a word in the textbox above to find SMS.
Featured SMS   Christmas  Love  New Year  Romantic  Shayari  

ये याद है आपकी या यादों में आप हो?
ये ख्वाब है आपके या ख्वाबों में आप हो?
हम नहीं जानते बस इतना बता दो!
हम जान है आपकी या जान हमारी आप हो?


By: pyoli
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

teri aankho me aansu ki jagha na ho,

mere paas tujhe bhulane ki wajaha na ho,

agar bhool jaun kisis tarha tujhe,

toh khuda kare meri zindagi me agli subaha naho.


By: aruna
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

Aarzo ye thi,
Kuch aisa hua hota,
mere kami ne bhi rola diya hota,
hum ek lamhe main aa jate unke kareeb,
paar unke labon ne mera naam too liya hota..


By: Arjun
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

tere mere pyar per is zamaney ka pahera hai.
zamana yeh nahi jaanta k pyar kitna gahera hai


By: khalid
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

hum kartey hain tumse pyar tumse hi pyar karengey.
aaj yeh sari duniya k samney iqraar karengey.
kabhi to jhalak do hamari in tarasti nighaon ko.
phir shaam o saher tumhara hi deedar karengey


By: khalid
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

wo aae the mefil me magar khushi se nahi ,wo the sath humare magr dil se nahi ,ase nahi tha ki wo pyaar nahi karte the karte tho the magr humse nahi


By: anjel
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

Itna pyar mt karna ki bigd jaye hum,
thoda dat bhi dena ki sudhar jay hum,
koi glti ho hmse to ho jana naraj,
mgr itna bhi na hona ki mar jaye hm…


By: Shikha.Anubhav
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

sacchai jane bina koi faisla na lena,kisi ke pyaar ka kabhi imtihan na lena,pyaar nahi yeh waqt bewafa hai,kahi kisi ko matlabi samajh ke bhula na dena.


By: sagar
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

Tum Ho Tu Sab Silsaly Achay Lagte Hain
Mujy Tumhare Dosti K Gilay Ache Lgtay Hain

Bohat Door Tak Jana Magar Lot Ana
Mujy Tum Se Tumhi Tak Fasle AchAy Lagte Hain


By: Shikha.Anubhav
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

Roz ek nai shikayat hai aapse...
Na jane kesi chahat hai aapse...;

Kehne ko to bohat log hen hamaer aas paas...
Dil ko na jane kesi muhabbat hai aapse...!


By: Shikha.Anubhav
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

kisne kaha judai hogi,
kisi gair ne ye khabar udai hogi.
saan se rahenge apke dil me,
itne dino me kuchh to jagah banai hogi.


By: rupali
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

Hamse zyada koi bechaan kya hoga,
Hamse zyada koi Betaab kya hoga,
Unki yaadon ko baahon mein lekar soye rahe,
Isse zyada unke Pyar ka jawaab kya hoga!!


By: Shikha.Anubhav
In Loving Shayari SMS
MobileSMS to Mobile

  Showing 100 - 110 of 1423

Submit SMS

topTop SMS Contributors

SMS Tags: premium Loving Shayari sms, free Loving Shayari sms, send Loving Shayari sms to india, bulk Loving Shayari sms, free online Loving Shayari sms, best collection of Loving Shayari sms, Loving Shayari messages, Loving Shayari greetings, best of Loving Shayari sms, share Loving Shayari sms, Loving Shayari quotes, Loving Shayari short messages, collection of Loving Shayari sms, send unlimited free Loving Shayari sms to India, selected Loving Shayari sms