You are here: MaxAbout.com > Gadgets > Mobiles >SMS
Section Shortcut: sms.maxabout.com

Sad Shayari SMS

 
Please enter a word in the textbox above to find SMS.

humein izhar karna na aaya,
unhein pyaar karna na aaya.
hum bus dekhte hi reh gaye,
aur waqt ko thamana na aaya.
woh chalte chalte itne door chale gaye,


By: jay
In Shayari SMS
SMS to Mobile

meri zindgi hi mujhe azaab lage,
aankh me ashkon ka sailaab lage.

tere husn ka sani duniya me nahi koi,
chehra tera mujhe khilta gulaab lage.

kya zarurat hai tumhe parde ki,
tere qesu hi sanam tera naqaab lage.


By: jay
In Shayari SMS
SMS to Mobile

hotho ki baat ye aansu kahte hai. chup rahte hai phir bhi bahte hai. in aansuo ki kismat to dekhiye ye unke liye bahte hai jo dil me rahte hai.


By: chandra kant tiwari
In Shayari SMS
SMS to Mobile

KITNA BHI CHAHO NA BHOOL PAO GAYA HUME JITNI DOOR JAO GAYA NAZDIK PAO GAYA HUME MITA SAKTE HO TO MITA DO YAADEN MERI MAGAR KYA SAPNO SE JUDA KAR PAO GAYA HUMHE


By: chandra kant tiwari
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Zindgi ne kiya bejan isliye chup hu
Dard hai subah sham isliye chup hu
Kah du sabse dastan dil ki
Par ayega tumhara naam isliye chup hu.


By: 9460675152
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Ab to muje chahne wala koi nhi,mere uppar haq jatane wala koi nhi,aap ruthe to kisi trha apko manalunga main,pr main ruthoo kaise?muje to manane wala koi nhi


By: 9460675152
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Prindo se ab hmari dosti ho gai hai
Sfar ki mjko adat si ho gai hai
Nkal ke ghr se aa gya hu
Lkin ab to mnzil se hi nfrat ho gai hai.


By: 9460675152
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Mayus Mat Hona Ye Gunah Hota Hai
Milta Whi Hai Jo Kismat Me Likha Hota Hai

Har Chiz Mile Hume Zaruri To Nhi

Kuch Chizo Ka Intezar Me Maza Hota Hai..gn


By: 9460675152
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,

Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo….


By: satishtiwari21
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Kis kadar wo chahte the hame
Har pal pahloo me rahne wale
Dawaa karte the marham bane ka jo
Wahee jakhm gaharaa de gaye the hame


By: chandra kant tiwari
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Tu aaja tere bager mera dil nahi lagta,
Bin tere ye suna-suna jaha hai lagta,
Waqt gujar jata hai lekin
Har lamha muje khali-khali sa hai lagta.


By: Ram
In Shayari SMS
SMS to Mobile

Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
hamari myyath pr tum Aao ye yakeen ab kisi ko nahi.


By: chandra kant tiwari
In Shayari SMS
SMS to Mobile

  Showing 45 - 55 of 1532

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10  | Next >
Submit SMS