You are here: MaxAbout.com > Gadgets > Mobiles >SMS
Section Shortcut: sms.maxabout.com
Sad Shayari SMS
|
|
Yaadon ke phool tanhai mein bikhar jayenge
Kya pata bikhar kar kidhar jayenge
Lekin gujare jo lamhe sath aapke
Wo lamhe har halat mein yaad aayenge By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Kadam yun hi ladkhada gaye raste se,
Varna sambhalna to ham bhi jante the.
Thokar lagi bhi to us patthar se,
Jise ham apna khuda mante the. By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Tanhaiyoon se darte hain jo,
karte hain kya woh,
Mohabat se door hain jo,
karte hain kya woh,
Marte hain jo es jahan main,
roote hain kiyoon loog,
Karte hain jo mohabat,
kiyoon bante hain bewafa woh. By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Dil ki choton ne kabhi chain se rehne na diya,
Jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya,
Iska rona nahi kyo tumne kiya hai barbad,
Iska gam hai k bahut der se barbad kiya. By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Kitni Khushi milti hai tujhko, dil mera todhkar
Lekin ye dil bhi to hai, teri hi amanat
Dekhein kab tak tu khush rahta hai
Apni hi cheez ko todhkar By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Jate jate wo achhi nishani de gayi
Umar bhar dohora sakoo aisi kahani de gayi
Mein to us ki mohabbat ka pyasa reh gaya
Par wo meri palko ko pani de gayi By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Yaadon ka ek jhoka aaya, Hamse milne barson baad
Pehle itna nahi roye, Jitna aaj roye barson baad
Lamha-lamha ghar ujda hai,
Mushkil se ehsaas hua Pathar aye the barso pehle, Dil tuta barson baad By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Mere pyar ko dunia mein koi na samaj na paya,
Roti thi jab tanha koi mere saath na aaya,
Mita diya khud ko unke liye pyaar mein,
Aur wo kehte hain ki mujhe pyaar karna na aaya By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Ek roz bhari duniya se chala jaoonga
guzre huey waqt ki tarha wapas na aaoonga
tujhse jo pyar mila hai, us pyar ki kasam
tujhe zindagi bhar kabhi na bhulaaonga By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Kabhi na kabhi to baharon ke phool murjha jayenge,
Bhule bhi kabhie hum tumhe yaad aayenge,
Ehsaas hoga tumhe meri dosti ka jab hum bahot dur chale jayenge By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
|
Aap aaye zindagi mein humare farishta bankar,
Khushiyan bhi hazar di hai aapne…
Achanak kya baat hogayi, kyun aap aur hum dur hogaye?
Shayad hamare naseeb mein khushion ki jagah nahin By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Mili hai bahut saza unse dil lagane ki,
Nazar lag gayi mere pyar ko jamane ki,
Mar kar bhi kabr se nikle rahe dono haath
Kyonki aarzo reh gayi unhe gale lagane ki By: Tejas In Sad Shayari SMS
SMS to Mobile
|
Submit SMS
Top SMS Contributors
SMS Tags: premium Sad Shayari sms, free Sad Shayari sms, send Sad Shayari sms to india, bulk Sad Shayari sms, free online Sad Shayari sms, best collection of Sad Shayari sms, Sad Shayari messages, Sad Shayari greetings, best of Sad Shayari sms, share Sad Shayari sms, Sad Shayari quotes, Sad Shayari short messages, collection of Sad Shayari sms, send unlimited free Sad Shayari sms to India, selected Sad Shayari sms