bada katin hai ye rasta jo aa sako to sath do
ye zindagi ka fasila jo mita sako to sath do
hazar imtihan yahan hazar aazmaishen
hazar dukh hazar ghum jo utha sako to sath do
Submitted By: nelly_ak
In Category: Cool Shayari
Added On: Saturday, September 22, 2007